manushya jindgi bhar thokar khate rahta hai... kyoki uski kismat or karm sahi nahi hote... agar wo apna samy sahi jan le to uaki kismat uske hato me hogi.... insan ko apni na sochte hua auro ki sochna chahiya jisse uske karm sahi hoge.... karmo ko shudh kia ja sakta hai... bus use paropkar ke rasta apnane hoge...